Android Phone Ko Apple iPhone Me Kaise Convert Kare

0
272

Android Phone Ko Apple iPhone Me  Kaise Convert Kare Dosto Aaj Mai Aap Ke Liye Ek Nayi Technic Aur Naya Article Lekar Aaya Hu. Ummid Karta Hu, Ki Aapko Ye Jarur Pasand Aayega Mujhe Mere Najdiki Dosto Ne Pucha Ki Kya Android Phone Me Apple IPhone Jaisa Look Aa Sakta Hai ?  Ji Ha Dosto Aa Sakta Hai.  Aaj Ke is Technical Duniya Me Sab Mumkin Hai. So Aaj Ki Is Post Me Bataunga Ki Android Phone Ko Apple IPhone Me Kaise Convert Kare.

Dosto Apple IPhone Android Phone Ke Mukable Jyada Mehnga Hota Hai. Jise Kharid pana Har Kisi Ke Budget Me Nahi Hota Hai. Aur Ham Jyadatar Android Phone Hi Use Karte Hai Aur Sochte Hai Ki, Hamare Paas Bhi Apple Ka IPhone Ho To Dosto Aaj Mai Aap Sabhi Ko Ek Tarika Batauga Jis Se Ki Aapka Android Phone Bhi Apple IPhone Ke Feature Jaisa Lagne Lagega

Android Phone Ko Apple I Phone Me Kaise Convert Kare

Android Phone Ko Apple iPhone Me Convert Karne Se Kya Hota Hai.

Android Phone Ko Apple I Phone Me Convert Kaise Kare. Jaise Home Screen, Flat-Style, Notification, Lock Screen, Control Center, Contacts & Dialer Theme Aur Bhi Bahut Si Settings Aapko Mil Jayegi Ya Mai Yu Kahunga Ki Aapke Hath Me Android Phone Nahi Hai Balki Apple iPhone Hai. Aur Aap Apne Dosto Ko Bata Sakte Ho Mere Paas Bhi Apple IPhone Hai. To Dosto Agar Aap Bhi Apna Android Phone Ko Apple iPhone Jaisa Look Lena Chahte Ho To Hame Step By Step Follow Kijiye

Android Phone Apple iPhone (IOS) Me Convert Kaise Kare?

Android Phone Ko Apple iPhone Me Convert Karna Bahut Hi Easy Hai Sabse Pahle Aapko Ek Application Download Karni Hai Jiska Naam Hai Clean UI

Step 1

Clean UI Application Ko Download Karke Install Kijiye.

Step 2

Clean UI Application Ko Open Kijiye aur home key ko press kijiye.

Step 3

Application Open Hone Ke Baad Aap Dekhoge Ki Aapka Android Phone Apple I Phone Me Convert Ho Gaya Hoga.

Step 4

To Dosto Aap Apne Android Phone Ko Apple IPhone Ki Tarah Use Kar Sakte Ho Aur Setting Me Jakar Customise Kar Sakte Ho.

Aur Aap Apne Android Phone Me Apple IPhone Ka Maja Le Sakte Ho.

Android Phone Ko Apple I Phone Me Kaise Convert Kare I Hope Ki Aap Samaj, Gaye Hoge. Post Pasand Aaye Toh Apne Dosto Ke Sath Jarur Share Kijiye. Agar Aapka Koi Sawal Ya Sujav Ho To Hame Comment Karke Jarur Bataye 

Tips:- Aap Apne Mobile Phone Ko Kabhi Bhi Full Charge Na Kare 96 Ya 98 Hone Par Charger Se Disconnect Karde Isse Aap Ki Mobile Phone Ki Battery Ki Life Bani Rahegi

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here